Kyun Khush Ho Jata Hoon Main
Tumhari Khushi Dekh ke
Kyun Ho Jata Hoon Main Hatash
Tumhein Udaas Dekh ke…
Chahak Sa Uthta Hoon Main Kyun
Jab Milne Ki Baari Aati Hain
Par Kyun Milne Baad Ghanto
Neend Nahi Aati Hain…
Aankhein Band Karne Se Kyun
Yaad Tumhari Aati Hain
Par Jab Khulti Hain To
Kyun Phir Tu Samne Aati Hain…
Aansu Tere Tapakte Hain
To Main Kyun Sisakta Hoon
Jara Si Tu Hasti Hain
To Main Kyun Nikharta Hun..
Jab Bhi Dekhta Hoon Tumhe
Bas Yeh Sochta Hoon
Puchoo Tumse Ya Tumse Kahun
Rakhun Dil Mein Te Baat Ya Keh Dun…
Sun Jara Bas Itna Bata
Main Aisa Kyon hoon
Main aisa Kyun Hoon…
Tumhari Khushi Dekh ke
Kyun Ho Jata Hoon Main Hatash
Tumhein Udaas Dekh ke…
Chahak Sa Uthta Hoon Main Kyun
Jab Milne Ki Baari Aati Hain
Par Kyun Milne Baad Ghanto
Neend Nahi Aati Hain…
Aankhein Band Karne Se Kyun
Yaad Tumhari Aati Hain
Par Jab Khulti Hain To
Kyun Phir Tu Samne Aati Hain…
Aansu Tere Tapakte Hain
To Main Kyun Sisakta Hoon
Jara Si Tu Hasti Hain
To Main Kyun Nikharta Hun..
Jab Bhi Dekhta Hoon Tumhe
Bas Yeh Sochta Hoon
Puchoo Tumse Ya Tumse Kahun
Rakhun Dil Mein Te Baat Ya Keh Dun…
Sun Jara Bas Itna Bata
Main Aisa Kyon hoon
Main aisa Kyun Hoon…