Bhardwaj

Wednesday, February 16, 2011

Hari Baazi Ko Jetna Jise Aata Hai

Vo Sikandar Hi Doston Kehlata Hai
Hari Baazi Ko Jetna Jise Aata Hai
Niklenge Maidan Mein Jis Din Hum Jhoomke
Dharti Dolegi Ye Kadam Choomke

Hey Vo Sikandar Hi Doston Kehlata Hai
Hari Baazi Ko Jetna Jise Aata Hai
Niklenge Maidan Mein Jis Din Hum Jhoomke
Dharti Dolegi Ye Kadam Choomke

Jo Sab Karte Hain Yaron Vo Kyon Hum Tum Karein
Yoonhi Kasrat Karte Karte Kahe Ko Hum Marein
Gharwaalon Se Teacher Se Bhala Hum Kyon Darein
Yahan Ke Hum Sikandar

Chahein To Rakh Lein Sab Ko Apni Jeb Ke Andar
Arre Humse Bachke Rehna Mere Yaar
Nahin Samjhe Hai Vo Humein To Kya Jata Hai
Hari Bazi Ko Jeetna Humein Aata Hai

Ye Galiyan Apni Ye Raste Apne Kaun Aayega Apne Aage
Hey Rahon Mein Humse Takrayega Jo Hat Jayega Vo Ghabrake
Yahan Ke Hum Sikandar

Chahein To Rakh Lein Sab Ko Apni Jeb Ke Andar
Arre Humse Bachke Rehna Mere Yaar
Nahin Samjhe Hai Vo Humein To Kya Jata Hai
Hari Bazi Ko Jeetna Humein Aata Hai

Ye Bholi Bhali Matwali Pariyan Jo Hain Ab Daulat Pe Qurban
Jab Kimat Dil Ki Ye Samjhengi To Humpe Chhidkengi Apni Jaan
Yahan Ke Hum Sikandar

Chahein To Rakh Lein Sab Ko Apni Jeb Ke Andar
Arre Humse Bachke Rehna Mere Yaar
Nahin Samjhe Hai Vo Humein To Kya Jata Hai
Hari Bazi Ko Jeetna Humein Aata Hai

Niklenge maidan mein jis din hum jhoomke
Dharti dolegi ye kadam choomke
Hey niklenge maidan mein jis din hum jhoomke
Dharti dolegi ye kadam choomke

Nahin Samjhe Hai Vo Humein To Kya Jata Hai

1 comment: